Wednesday, January 22, 2014

एक बार फिर पार करनी होगी नदी... (River has to be crossed yet again...)

विशेष नोट : अगर आप जवाब ढूंढ लेते हैं तो ठीक, वरना कमेंट लिख दीजिएगा, मैं जवाब आपको मेल के जरिये भेज दूंगा...

आप सभी लोगों ने कभी न कभी कुछ शर्तों के साथ लोगों को नदी या खाई पार करवाने वाली पहेलियां हल की होंगी, या कम से कम उन्हें हल करने की कोशिश तो की ही होगी, लेकिन यकीन मानिए, यह बिल्कुल अलग किस्म की पहेली है...

दो अध्यापकों (एक पुरुष तथा एक महिला) तथा चार विद्यार्थियों (दो छात्र और दो छात्राएं) का एक ग्रुप एक पालतू चिम्पान्ज़ी और उसके प्रशिक्षक के साथ जंगल सफारी पर गए... सफारी के दौरान उन्हें एक नदी पार करने की ज़रूरत पड़ी, जिसके लिए, हर पहेली की तरह यहां भी एक नाव मौजूद थी, जिसमें एक बार में सिर्फ दो व्यक्ति सफर कर सकते हैं (वैसे, इस पहेली में चिम्पान्ज़ी भी व्यक्ति के रूप में गिना जाएगा)... और हां, चारों विद्यार्थी और चिम्पान्ज़ी को नाव चलानी नहीं आती है...

अब पढ़िए शर्तें...

  • चिम्पान्ज़ी को काबू में रखने के लिए प्रशिक्षक को उसके साथ ही रहना होगा, जब भी वह अन्य लोगों के पास हो...
  • पुरुष अध्यापक को महिला अध्यापक की गैरमौजूदगी में छात्राओं या किसी एक छात्रा के पास नहीं छोड़ा जा सकता, या उसके साथ नाव में नहीं भेजा जा सकता...
  • महिला अध्यापक को पुरुष अध्यापक की गैरमौजूदगी में छात्रों या किसी एक छात्र के पास नहीं छोड़ा जा सकता, या उसके साथ नाव में नहीं भेजा जा सकता...
अब, क्या आप लोग नदी पार करने में इस ग्रुप की मदद कर सकेंगे...?

Now, the same riddle in English...

Special Note: If you succeed in solving this one, well and good; but in case, you don't, just leave a comment, and I will mail the answer to you...

All of you must have solved or at least tried to solve river-crossing or gorge-crossing riddles, with some conditions, but believe me, this one is really typical...

There was a group of two teachers (one male and one female) and four students (two boys and two girls), who went to a jungle safari, alongwith a pet Chimpanzee and his trainer... During the trip, all of them needed to cross a river, for which, like usual, there was a boat, that can hold only two persons at a time (by the way, Chimpanzee also counts as a person in this riddle)... And yes, all the four students and the Chimpanzee don't know how to operate the boat...

Now, the conditions...

  • To control the Chimpanzee, the trainer has to remain with him, when he is around other people...
  • The male teacher can't be left alone or sent with a girl student or girl students without the female teacher...
  • The female teacher can't be left alone or sent with a boy student or boy students without the male teacher...
Now, can you guys help the group cross the river...?

72 comments:

  1. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Tumhaara jawaab bilkul sahi hai, Adhyayan... Badhaai... :-)

      Delete
  2. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Badhaai Atul, tumhaara jawaab bilkul sahi hai... :-)

      Delete
  3. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Saurabh, tumhaara jawaab bilkul sahi hai... Badhaai... :-)

      Delete
  4. solave nahi ho raha pls ans batayr

    ReplyDelete
    Replies
    1. Ek baar koshish to karo, Sanjeet... Phir bhi nahin kar paaye, to jawaab zaroor bhej doonga... Best of luck... :-)

      Delete
  5. please send answer, i am confused

    ReplyDelete
    Replies
    1. Ankit, ek baar koshish to karo, dost... Phir bhi hal nahin kar paaoge, to jawaab bhej doonga... Best of luck... :-)

      Delete
  6. pahle dono chhatra gaye, ek chhatra wapas aaya, phir chimpazee aur uska trainer gaya, waha jo chhatra tha woh wapas aaya, dono chhatra gaye, ek wapas aaya, dono chatraye gaye, chhatra jo waha tha wapas aaya, dono teacher gaye, male teacher wapas aaya, ek chhatra aur male teacher gaye, chhatra wapas aaya, end mai dono chhatra gaye

    ReplyDelete
    Replies
    1. Kavita, chhaatron aur chhaatraaon ko naav chalaani nahin aati hai... ;-)

      Delete
  7. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
    Replies
    1. जवाब गलत है, सोहित... दूसरे चरण में पुरुष अध्यापक और प्रशिक्षक जाएंगे, लेकिन पहले किनारे पर महिला अध्यापक दोनों छात्रों के साथ रह जाएंगी, जो पहेली की शर्तों के अनुसार सही नहीं है...

      Delete
  8. Gurudev nayi paheli kb tk ayegi. Aur mathmetical koi achhi se jarur lanye.

    ReplyDelete
  9. अब गुरुदेव , मैने महिला अध्यापक को छात्रो के साथ अकेले तो छोडा नही था। छात्राये भी थी साथ मे। बहरहाल शाम तक सही जवाब जरुर भेजूगाँ।

    ReplyDelete
  10. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Sohit, tumhaara jawaab sahi hai... Badhaai... :-)

      Delete
  11. & ATMHATYA KA MAMLA &
    Ek bar ek admi apne room ka darwaja nhi khol rha tha, to jb bht der ho gayi to darwaja toda gaya to pta chala ki us admi ne khud ko pankhe se rassi se tang kar atmhatya kar li thi , us kamre me ek lash pankhe se latki hui thi aur jameen pe kafi pani faila tha per room mei balti(bucket), maje, kurshi kuchh bhe nhi tha.kamra bilkul khali tha. admi ki height 6 fut thi aur pankha 9 fut pe tha.lekin kamre me kuch tha hi nai to us aadmi me itni uper pankhe se latak ke aur pankhe se rasri bandh ke suicid kaise kiya. . .
    TO GURUDEV AP MERI MADAD KRENGE IS RAHASMAYI MAUT KO SULJHANE ME, AUR AGAP APKO PAHELI PASAND AYD TO APNE BLOG PE JARUR DALIYEGA.

    ReplyDelete
    Replies
    1. उस व्यक्ति ने बर्फ की सिल्ली पर खड़े होकर खुदकुशी की, जिसकी ऊंचाई कम से कम तीन फुट रही होगी... बाद में धीरे-धीरे बर्फ पिघलकर बहने लगी, और कमरे में मौजूद पानी उसी बर्फ का था... बस, रहस्य खत्म... :-)

      Delete
    2. क्या इसमें कोई रहस्य भी है?

      Delete
    3. Sabse pehle to Title ke liye badhaai, Mr Google... Aur rahi baat rahasya ki, to bhaisaheb, jisne poochha hai, uske liye rahasya tha, so, maine jawaab dete waqt uske khatm ho jaane ki ghoshna kar di... ;-)

      Delete
  12. गुरुदेव, आपके लिये तो यह रहस्य भी खुद के रहस्य होने पर शर्मिंदा हो।

    ReplyDelete
  13. Replies
    1. बहुत जल्द कोशिश करूंगा, सौरभ, लेकिन इन दिनों कतई समय नहीं है... वादा करता हूं, जैसे ही समय मिलेगा, सबसे पहले नई पहेली ही लिखूंगा...

      Delete
  14. गुरुदेव आप बहाना बना रहेँ है , वैसे भी समय तो निकालने से निकलता है।

    ReplyDelete
    Replies
    1. चलो भाई, बहाना ही समझ लो... लेकिन सचमुच इन दिनों समय नहीं निकाल सकता...

      वैसे, एक बात सोचकर देखना, बहाने ही बनाने होते, तो यह ब्लॉग क्यों शुरू करता, इतनी पहेलियां क्यों रचता...?

      Delete
  15. BHAI AAP BATAAO ISKA UTTAR...ME TO PARESAAN HO GAYA HOON

    ReplyDelete
  16. bhai aap bata do...me to paresaan ho gaya

    ReplyDelete
    Replies
    1. Mahi ji, kam se kam ek baar to koshish karo... Best of luck... :-)

      Delete
    2. Sir...bahut try kiya but nahi aaya samajh me...aap bataaye ab...

      mahesh1pareek@gmail.com

      Delete
  17. Sabse pahle mam 1girl ko us par bhej ke waps aa ke doosari girls ko us par bhej aayengi tab phir se mam 1boys ko le jakar us par chhon aayegi ab mam aur sir dono us par jayenge jisme se mam isi par ruk jayengi wa sir ko wapas jana padega janha abhi bhi 1boys monkey trainer hai aur sir bhi pahuch jate hai ab yanha se trainer apne monkey ko lekar us par jata hai janha mam 2girls and 1boy hai aur wahi ruk jayega . Uthar se mam akele hi sir ke paas pahunchegi jaha keval sir aur ek boy hai ab mam sir lekar is paar a jayengi aur yaha se trainer aapne monkey ko le jakar us par chhon aayega wa boy ko le aayega phir trainer dobara jakar apne monkey ko le aayega .
    .
    .
    .
    Aapne ek boys ke sath mam ko aur ek girls ke sath sir ko rahne ke liye koi manayi nahi hai aapne dono ke sath mana kiya tha .

    ReplyDelete
    Replies
    1. Rajat bhai, hoshiyaar tum kaafi ho... Bahut khoobsoorati se khud ko suit karta hua arth nikaala hai paheli ka... Lekin mujhe afsos hai, is paheli ka arth wohi hai, jo khaastaur par ismein daala gaya hai, is paheli ko baaki paheliyon se alag banaane ke liye... Kisi ek ladki ko bhi purush adhyaapak ke paas nahin chhora ja sakta, ya uske saath nahin bheja ja sakta... Isi tarah kisi ek ladke ko bhi mahila adhyaapak ke paas nahin chhora ja sakta, ya uske saath nahin bheja ja sakta... :-)

      Delete
  18. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Bingo, Rajat... Tumhaara jawaab bilkul sahi hai... Bahut-bahut badhaai... :-)

      Delete
  19. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Anmol, tumhaara jawaab sahi hai... Badhaai... :-)

      Delete
  20. Male teacher ek male student ko lekar jayega aur dusre kinare chhod aayega. Phir male teacher wapas aa jayega...
    Tab female teacher ek female student ko lekar jayegi aur chhod kar wapas aa jayegi.
    Phir male teacher dusre male student ko lekar jayega aur kinare pe chhod kar wapas aa jayega...
    Phir female teacher dusre female student ko lekar jayegi aur chhod kar wapas aa jayegi...
    Phir male aur female teacher jayenge aur dono me se koi ek kinare pe utar jayega aur ek wapas aa jayega...
    Phir chimpanji aur trainer jayenge aur udhar se male/female teacher boat lekar wapas aa kar iss kinare se male/female teacher ko lekar chle jayenge... iss tarah yeh paheli solve ho gayee aur rahasya khatammm....

    ReplyDelete
    Replies
    1. Saaurabh, tumne pehli hi baar mein ek male student ko pehle kinaare par female teacher ke saath chhor diya hai, jo paheli ki sharton ke mutaabik galat hai, isliye main is jawaab ko sahi nahin maan sakta... Ek baar phir koshish karo, dost... Best of luck... :-)

      Delete
  21. pale male teacher aur female teacher jayenge f teacher utar jayegi male teacher naav lekar aayega es paar vo chimpanzee ke treiner ko le ke jayaga aur male teacher utar jayega aur treiner jayega vapas Naav leke sub ko ek ek karke sub ko leke aayega

    ReplyDelete
    Replies
    1. Ravi, jab male teacher pehle chakkar mein female teacher ko doosre kinaare par chhorkar aayega, tab woh girl students ke paas hoga, jo shart ke mutaabik sahi nahin... Aur phir trainer ko le jaane par Chimpanzee bhi bachchon ke saath akela rahega, jo paheli ki sharton ke hisaab se manzoor nahin kiya ja sakta... Isliye aapka jawaab bilkul galat hai... Ek baar phir koshish karo... Best of luck... :-)

      Delete
  22. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Tumhaara jawaab bilkul sahi hai, Isha... Badhaai... :-)

      Delete
  23. Solve this..
    ◻➕◻➕◻➕◻➕◻=30
    Fill the boxes using (1, 3, 5, 7, 9, 11, 13, 15)
    U can also repeat the numbers.... bhai shabh eska anser do to jara

    ReplyDelete
    Replies
    1. Agar zara-si trick bardaasht ki ja sakti hai, to do-do jawaab mumkin hain... Varna kinhi bhi paanch visham sankhyaaon ka yog koi sam sankhya nahin ho sakti...

      Uttar 1: (15-5)+(13-3)+(11-9)+(1)+(7) = 30

      Uttar 2: (1)+(3)+(9)+(15)+(7-5) = 30

      Ya phir internet par iska ek bewakoofi se bhara jawaab bhi mila... 15 din + 13 din + 1 din + 11 ghante + 1 ghanta = 30 din... LOL

      Delete
  24. Kindly mail me the answer on jitendra@jeevanrakshak.org

    ReplyDelete
    Replies
    1. Jitendra ji (IACDarbhanga), kam se kam ek baar to jawaab talaashne ki koshish keejiye, aur main vaada karta hoon, agar aap in paheliyon ko hal nahin kar paayenge, to mail jawaab zaroor bhej doonga... Best of luck... :-)

      Delete
  25. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Aakash, pehle hi round mein galat ho gaya jawaab... Ek male student ko male teacher ke saath le jaane par doosra male student female teacher ke saath pehle kinaare par reh gaya, jo paheli ki sharton ke hisaab se galat hai... Ek baar phir koshish karo, dost... :-)

      Delete
  26. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Aakash, is baar tumhaara jawaab bilkul sahi hai... Badhaai... :-)

      Delete
  27. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Gautam bhai, jawaab bilkul sahi hai... Badhaai... :-)

      Delete
    2. First round में महिला अध्यापक और पुरूष अध्यापक दोनों साथ में जाएगे
      फिर पुरुष अध्यापक बपास आऐगा और एक बॉय छात्र को साथ ले जाऐगा
      Third round में महिला अध्यापक और पुरुष अध्यापक बापस आएगे और पुरुष अध्यापक दूसरे बॉय छात्र को ले जाऐगे
      Fourth round में पुरुष अध्यापक फिर से महिला अध्यापक को ले जाऐगा
      और फिर महिला अध्यापक बापस आऐगी और एक गर्ल छात्रा को ले जाएगी
      Sixth round में फिर से महिला अध्यापक और पुरुष अध्यापक बापस आऐंगे और महिला अध्यापक दूसरी गर्ल छात्रा को ले जाऐगी
      Seventh round में फिर महिला अध्यापक पुरुष अध्यापक को ले जाऐगी
      Eighth round में पुरुष अध्यापक आऐगा और चिम्पांजी और प्रशिक्षाक जाऐगे
      Ninth round में महिला अध्यापक आऐगी और पुरुष अध्यापक को ले जाऐगी
      सर में जबाब गलत हो तो मेरा email id hai
      Rakeshsinghntpc@gmail.com

      Delete
    3. Jawaab pehle hi round mein galat ho gaya hai, dost... Jab female teacher ko chhorkar male teacher lautega, to woh female students ke saath is paar akela hoga, jo paheli ki shart ke mutaabik galat hai...

      Ek baar phir koshish karo, dost... Best of luck... :-)

      Delete
    4. I am confused please send me ans
      My email id
      Rakeshsinghntpc@gmail.com

      Delete
  28. 1_प्रशिक्षक चिम्पांजी को उस पार छोड़ कर आएगा
    2_प्र.1लड़की को छोड़कर चि.को वापस लाएगा
    3_अध्यापिका दूसरी लड़की को छोड़कर आएगी
    4_अध्यापक अध्यापिका को छोड़कर आएगा
    5_अध्यापक 1लड़के को छोड़कर आएगा
    6_पुनः अध्यापक दुसरे लड़के को छोड़कर आएगा
    7_अब प्र. अध्यापक को छोड़कर आएगा
    8_अब प्र. चि.को लेकर जायेगा

    ReplyDelete
    Replies
    1. 5वें चक्कर में अध्यापक एक लड़के को दूसरे छोर पर छोड़कर नहीं आ सकता, क्योंकि उस स्थिति में एक लड़का बिना अध्यापक की मौजूदगी के अध्यापिका के साथ रह जाएगा...

      एक बार फिर कोशिश करें, इस्राइल भाई... :-)

      Delete
  29. Pahle 2no boys jayege or ek ko chhod kar wapas aayega phir ek girl or ek boy jayega or boy ko chhodkar wapas aa jayegi phir 2no girl jayegi or ek ko chodkar dusri wapas aayegi
    phir 2no teacher sir or madam jayege or ek boy naav wapas layega
    phir aakhiri dono boy girl jayenge or girl ko chhod kar boy wapas aayega
    phir triner or boy jaayege
    phir trainer wapas aa kar chipangi ko le jayega.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Paheli ko ek baar phir padho, dost... Dono boys ko boat chalaani nahin aati hai... :-(

      Delete
  30. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Priya, tumhaara jawaab bilkul sahi hai... Badhaai... :-)

      Delete
  31. Chimpanzee and trainer cross first, trainer comes back picks up female teacher, female teacher drops trainer and comes back to pick up the girls one by one day and then the male teacher. Male teacher the female teacher and comes back to pick up boy students one by one.

    ReplyDelete
    Replies
    1. In the second round, when trainer picks up the female teacher, you breach the condition of the paheli... The male teacher can't be left with female students...

      Delete
  32. Iska jawab mujhe send kar dijiye

    ReplyDelete
  33. 1-trainer chimpaji ko lekar jaega aur chimpaji ko chhod kr aega
    2-abtrainer ek ladki ko le jaega aur chimpaji ko vapas laega
    3-ab madam ek ladki le jaegi use us par chhod aegi
    4-ab sir ek boy ko le jaega use chhod vapas aega
    5-ab sir madam ko le jaega aur use chhod k boy ko vapas le aega
    6-ab sir ek ek karke dono boys ko chhod aega
    7-ab sir aur trainer jaege aur trainer vapas aega
    8-ab trainer chimpaji ko le jaega
    Aur ese sabhi nadi paar ho jaege

    ReplyDelete
    Replies
    1. Aapka jawaab sahi nahin hai, Meghani ji... Chauthe round mein jab male teacher boy student ko lekar jaayega, tab doosre kinaare par girl students maujood hain, aur woh bhi bina female teacher ke... Paheli ki shart ke mutaabik yeh galat hai... Ek baar phir koshish keejiye... Best of luck... :-)

      Delete
  34. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. NK Meghani ji, is baar bhi aapke jawaab mein wohi gadbad huyee hai, jo pichhli baar huyee thi... :-)

      Delete
  35. Plz sand me ans
    My id-nmeghani019gmail.com

    ReplyDelete
  36. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. गोपाल जी, जानकर खुशी हुई, आपको पहेली पसंद आई... और हां, आपका जवाब भी बिल्कुल सही है... बधाई... :-)

      Delete