Tuesday, January 15, 2013

कितने मिनट हैं बाकी...? (How many minutes is it...?)

हालांकि इससे बिल्कुल मिलती-जुलती पहेली VivekRastogi.com पर पहले से मौजूद है (क्या हुआ है वक्त...?), फिर भी चूंकि यह पहेली VivekRastogi.com के पाठक श्री श्रवण मौर्य जी ने प्रेषित की है, जो गाज़ीपुर (उत्तर प्रदेश) में रहते हैं, तथा उनका ईमेल आईडी shravanmourya.gazipur@gmail.com है, अतः प्रकाशित कर रहा हूं...

विशेष नोट :
अगर आप जवाब ढूंढ लेते हैं तो ठीक, वरना कमेंट लिख दीजिएगा, मैं जवाब आपको मेल के जरिये भेज दूंगा...


क्या आप बता सकते हैं कि इस वक्त 6 बजने में कितने मिनट शेष हैं, यदि मैं आपको बताऊं कि अब से ठीक 50 मिनट पहले तीन बजने के बाद उसके चार गुना मिनट बीत चुके थे...?

Now, the same riddle in English...

Though VivekRastogi.com already have a similar riddle (What time it is...?), but as this riddle was sent by a user of VivekRastogi.com, Shri Shravan Maurya, I am publishing it... Mr Maurya lives in Ghazipur (Uttar Pradesh), and his email ID is shravanmourya.gazipur@gmail.com 


Special Note: If you succeed in solving this one, well and good; but in case, you don't, just leave a comment, and I will mail the answer to you...

Can you guys tell me, exactly how many minutes is it before 1800 hours, if exactly 50 minutes ago, it was four times as many minutes past 1500 hours...?

64 comments:

  1. Replies
    1. संजय @ मो सम कौन ? आपका जवाब बिल्कुल ठीक है, भाई... बधाई... :-)

      Delete
  2. Replies
    1. अविनाश, आपका जवाब सही नहीं है... एक बार फिर कोशिश करें... :-)

      Delete
  3. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
  4. mujhe apki paheli samaj nahi ati

    ReplyDelete
  5. Replies
    1. Satyendra bhai, itni kathin bhi nahin hain, jitna aap inhe bata rahe hain, kyonki bahut-se mitron ne inhe hal kiya hai... Aap bhi koshish to keejiye, zaroor hal kar paayenge... Shubh-kaamnaayein... :-)

      Delete
  6. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Kitne baje hain ab, yeh to bata diya, aur bilkul sahi bataaya tumne, lekin agar main maths ka teacher hota to tumhaare number zaroor kaat leta... Maine poochha kuchh aur tha, aur tumne bataaya kuchh aur hai... Beherhaal, badhaai... :-)

      Delete
  7. He he he...galti se mistake ho gayi :-D

    ReplyDelete
  8. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Sohit bhai, aapka jawaab bilkul theek hai, badhaai... :-)

      Rahi baat, mathematical paheliyaan zyaada se zyaada post karne ki, to filhaal aajkal samay nahin nikaal pa raha hoon, lekin aapke liye ab bhi kaafi paheliyaan maujood hain, so, anand uthaate rahiye... Jaise hi waqt milega, nayee paheliyaan likhkar daaloonga...

      Ab aapka sahi jawaab hataakar baaki comment copy-paste kiye de raha hoon...

      "Sir ap se ek request hai ki
      mathmetical ki paheliya adhik se adhik post kiya kare, mjhe paheliya solve krne ka bht shaukh hai. Mjhe apki site abhi kuch dino pahle malum chali bt apki paheliya wakai me kafi intresting h."

      Delete
  9. Replies
    1. Jawaab sahi nahin hai, Nitin... Ek baar phir koshish karo, dost... Best of luck... :-)

      Delete
  10. mujhe sawwal samajh main nahi aa raha meri email ID par Bhejiye Mujhe Answer Poochna Accha Nahi Lag Raha Hai Lekin Koi Nahi Iska Answer AAp ntngarg214@gmail.com Par Bhej Sakte Hain Mera Blog Hai
    nitinagrawal1.blogspot.in

    ReplyDelete
  11. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Aap jo bhi hain, aapka jawaab bilkul sahi hai... Badhaai... :-)

      Delete
  12. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Tumhaara jawaab bilkul sahi hai, Adhyayan... Badhaai... :-)

      Delete
  13. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Ankit, tumhaara jawaab bilkul sahi hai... Badhaai... :-)

      Delete
  14. Replies
    1. Avnish, jawaab sahi nahin hai... Ek baar phir koshish karo... Best of luck... :-)

      Delete
  15. Replies
    1. Avnish, mujhe afsos hai, lekin tumhaara yeh jawaab bhi sahi nahin hai... Ek baar phir koshish karo... :-)

      Delete
  16. sorry vivek bhai
    aunsew is 118 min
    (avnish)

    ReplyDelete
    Replies
    1. Avnish, mujhe bahut afsos hai, lekin tumhaara yeh jawaab bhi galat hi hai... :-)

      Delete
  17. oh shit

    but dekho
    50 min phele 3 baj k 4 guna min matlab ki
    3.12 min ok
    now +50
    =4.2 min
    matlab ki 4.2 min ho rahe hai to
    fir 6 bajne me to 118 min bache hai na
    vivek bhai
    (avnish)

    ReplyDelete
    Replies
    1. Avnish, tumne sawaal ko galat samjha hai, dost... Meri paheli ka arth hai, is waqt 6 bajne mein 'jitne minute' bache hain, 50 minute pehle uske chaar guna minute beet chuke the...

      Ummeed hai, is baar mera arth samajh gaye hoge... :-)

      Delete
  18. Replies
    1. Jawaab sahi nahin hai, Rajat... Ek baar phir koshish karo, dost... Best of luck... :-)

      Delete
  19. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Rajat, is baar tumhaara jawaab bilkul sahi hai... Badhaai... :-)

      Delete
  20. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Tumhaara jawaab sahi hai, Vaibhav... Badhaai... :-)

      Delete
  21. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Sanjai, tumhaara jawaab bilkul sahi hai... Badhaai... :-)

      Delete
  22. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Zainul, aapka jawaab bilkul sahi hai... Badhaai... :-)

      Delete
  23. Replies
    1. Aakash, aapka jawaab galat hai, dost... Ek baar phir koshish karo, best of luck... :-)

      Delete
  24. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Jawaab bilkul sahi hai, Deepesh... Badhaai... :-)

      Delete
  25. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Aapka jawaab bilkul sahi hai, Chauhan saab... Badhaai... :-)

      Delete
  26. Replies
    1. Suraj, aapka jawaab galat hai... Ek baar phir koshish karo, dost... Best of luck... :-)

      Delete
  27. Replies
    1. Jawaab galat hai, Manish... Ek baar phir koshish karo, dost... Best of luck... :-)

      Delete
  28. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Tumhaara jawaab bilkul sahi hai, Priya... Badhaai... :-)

      Delete
  29. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Deendayal ji, aapka jawaab bilkul sahi hai... Badhaai... :-)

      Delete
  30. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Jitendra ji, aapka jawaab bilkul sahi hai... Badhaai... :-)

      Delete
  31. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Hemraj bhai, mujhe afsos hai, lekin aapka jawaab sahi nahin hai... Ek baar phir koshish karo... Best of luck... :-)

      Delete