विशेष नोट : अगर आप जवाब ढूंढ लेते हैं तो ठीक, वरना कमेंट लिख दीजिएगा, मैं जवाब आपको मेल के जरिये भेज दूंगा...
एक परिवार में एक दादाजी, एक दादीजी, चार पिता, चार मांएं, दो चाचा, दो चाचियां, दो ताऊ, दो ताइयां, दो देवर, दो भाभियां, दो देवरानियां, दो जेठ, दो जेठानियां, छह पुत्र, दो पुत्रियां, तीन पौत्र, दो पौत्रियां, तीन भतीजे, दो भतीजियां, पांच सगे भाई, दो सगी बहनें, तीन चचेरे भाई, दो चचेरी बहनें, तीन पुत्रवधुएं, एक ससुर, और एक सास हैं...
अब आप लोग बताएं कि इस बड़े-से परिवार में यह सब रिश्ते पूरे करने के लिए कम से कम कितने सदस्यों का होना आवश्यक है...?
Now, the same riddle in English...
एक परिवार में एक दादाजी, एक दादीजी, चार पिता, चार मांएं, दो चाचा, दो चाचियां, दो ताऊ, दो ताइयां, दो देवर, दो भाभियां, दो देवरानियां, दो जेठ, दो जेठानियां, छह पुत्र, दो पुत्रियां, तीन पौत्र, दो पौत्रियां, तीन भतीजे, दो भतीजियां, पांच सगे भाई, दो सगी बहनें, तीन चचेरे भाई, दो चचेरी बहनें, तीन पुत्रवधुएं, एक ससुर, और एक सास हैं...
अब आप लोग बताएं कि इस बड़े-से परिवार में यह सब रिश्ते पूरे करने के लिए कम से कम कितने सदस्यों का होना आवश्यक है...?
Now, the same riddle in English...
Special Note: If you succeed in solving this one, well and good; but in case, you don't, just leave a comment, and I will mail the answer to you...
In a big family, there are one grandfather, one grandmother, four fathers, four mothers, two Chachas, two Chachis, two Taujis, two Taijis, two devars, two bhabhis, two devraniyaan, two jeths, two jethaaniyaan, six sons, two daughters, three grandsons, two granddaughters, three nephews, two nieces, five real brothers, two real sisters, three cousin brothers, two cousin sisters, three daughters-in-law, one father-in-law, and one mother-in-law...
Give me a minimal possible answer about how many members are there in this big family...?
This comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteBilkul sahi jawaab... Bahut-bahut badhaai, Sohit... :-)
DeleteVaise ginti sahi bata hi di hai tumen, so, ab agar yeh bhi bata sako, ki kaun-kaun log the parivaar mein, to mazaa aa jaayega... ;-)
2 ka hona jaruri hi
DeleteBaat to aapne bilkul sahi kahi hai, Madhav, lekin paheli ka jawaab sahi nahin hai... Ek baar phir koshish karo, dost... Best of luck... :-)
DeleteWaise gurudev rishtey smjhney aur smjhane me bht mushqil hoti hai mjhe phr bhe koshis karta hu.
ReplyDeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteBilkul sahi, Sohit... Parivaar ki details bhi bilkul theek hain... Ek baar phir badhaai... :-)
DeleteWaise gurudev kuch aise browser hai jinka use krne par apki site puri trah khulti hai lekin kuch par kholne se keval 4 ya 5 he paheliya jo ki mukhya page me rahti hai keval dikhti hai.
ReplyDeleteBhai mere, mujhe un browsers ke baare mein bataao, phir dekhta hoon, kya kar sakta hoon... Vaise main teen browsers IE, Firefox aur Chrome regularly istemaal karta hoon, aur sabhi par poori site dikhti hai... Safari par bhi dekha, aur usmein bhi koi problem nahin aayee thi... Lekin please, agar kisi browser mein koi bhi issue hai to mujhe zaroor bataana... ;-)
Deletetell me answer please my imail is nkmishra166@yahoo.com
DeleteNeeraj, bina koshish kiye jawaab paana achchhi aadat nahin hoti, ganit ke premiyon ke liye... Kam se kam ek baar to koshish karo, dost... Best of luck... :-)
DeleteHa to phr ho skta hai ki mobile se use krne ki vjah se ho.
ReplyDelete19 MEMBERS
ReplyDeleteJawaab sahi nahin hai, Saurabh... Ek baar phir koshish karo, dost... Best of luck... :-)
Deletesir mai ans search kar raha hu
ReplyDelete20
ReplyDeleteJawaab galat hai, Rajat... Ek baar phir koshish karo... :-)
DeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteSaurabh, tumhaara jawaab bilkul sahi hai... Badhaai... :-)
Deleteek paheli meri taraf se
ReplyDeleteAAP KISKE MAA KE BAAP KE BETE HO?
Vaise iska jawaab mera bhaanja/bhaanji hona chahiye, lekin mere pita ki koi beti nahin hai, isliye mujh par laagoo nahin hoga... LOL
Delete20
ReplyDeleteMadhup, tumhaara jawaab galat hai... Ek baar phir koshish karo, dost... Shubh-kaamnaayein... :-)
DeleteJawaab galat hai, Rajat... Ek baar phir koshish karo, dost... Best of luck... :-)
ReplyDeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteAnmol, tumhaara jawaab sahi nahin hai... Isse kam sadasyon mein bhi saare rishte poore ho sakte hain... Ek baar phir koshish karo, dost... Best of luck... :-)
DeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteKul sadasyon ki sankhya bilkul sahi pakdi hai tumne, Anmol... Bas, sabhi rishton ko poora karna baaki hai... Koshish karo thande dimaag se... :-)
Deletesir g aapne apka iq kitna hai ?
ReplyDeleteMaine kabhi IQ test ka saamna nahin kiya, dost...
Delete16 .
ReplyDeletesir maine 2010 ke page no. 2 me bahut jawab diye hai kripya waha pe bhi nazar daale
Rajat, tumhaara jawaab sahi nahin hai... Ek baar phir koshish karo, dost... Best of luck... :-)
DeleteAur haan, mere paas koi bhi jawaab pending nahin hai... Jis bhi paheli ka jawaab (chahe sahi ho ya galat) tumne diya hoga, usko maine publish kar diya hai... :-)
एक सवाल बताइए कि 1 से 21051994 तक की संख्याओं में 0, 1, 7, 9 कितनी कितनी बार आएगा?
ReplyDeleteItna lamba hisaab failaane ki fursat milte hi jawaab doonga... ;-)
Deleteआपने एक बार पूछा था कि 1 से 1000 तक में 1 सबसे ज्यादा बार आएगा या 0 ? मैं उसे ही हल कर रहा था तभी दिमाग में आया कि 1000 ही क्यूँ, कोई भी संख्या n में कोई भी अंक 0-9 कितनी बार आएगा? बस भिड़ गया, और काफी मेहनत से एक विधि बना डाली. अब उससे n का मान कितना भी बड़ा क्यूँ न हो 1 या 2 मिनट के अन्दर ही बताया जा सकता है कि जीरो से नौ तक का कोई भी अंक कितनी बार आएगा. मैंने पहले जो विधि बनायीं थी उससे केवल एक से नौ तक का कोई भी अंक कितनी बार आएगा, केवल ये बताया जा सकता था, पर जीरो कितनी बार आएगा ये उसमें नहीं बैठ रहा था. फिर काफी दिनों बाद जीरो का भी बन गया. अब दो नियम है, एक से नौ के लिए अलग और जीरो के लिए अलग पर दोनों नियमों में काफी समानता है.
Deleteएक और भी बनाया, वो है कि 1 से n तक में कोई कुल कितने अंकों का प्रयोग होगा!
...तो फिर हमारे साथ भी बांटो उन तरकीबों को... :-)
Deleteआप अपनी ईमेल का पता दीजिए, मैं उन्हें मेल कर देता हूँ।
ReplyDeletevivek.rastogi.2004@gmail.com
DeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteTumhaara jawaab sahi hai, Adhyayan... Badhaai... :-)
Delete26
ReplyDeleteMy emailId,ajay3644@gmail.com
Ajay, aapka jawaab sahi nahin hai... Ek baar phir koshish karo, dost... Best of luck... :-)
Delete25 members
ReplyDeleteIsha, tumhaara jawaab sahi nahin hai... Ek baar phir koshish karo... Best of luck... :-)
DeleteTotal 15
ReplyDeleteChandni, tumhaara jawaab sahi nahin hai... Ek baar phir koshish karo... Best of luck... :-)
DeletePlz ans me rastogi ji chandnibisht.chauhan@gmail.com
ReplyDeleteBrajesh bhai, behad afsos hai, lekin aapka jawaab sahi nahin hai... Ek baar phir koshish keejiye... Best of luck... :-)
ReplyDeleteNahin Brajesh, yeh jawaab bhi sahi nahin hai... Vaise sahi jawaab tumhe mail kar diya hai... :-)
ReplyDelete24
ReplyDeleteLucky, tumhaara jawaab galat hai... Ek baar phir koshish karo, dost... Best of luck... :-)
DeleteDimaag ki batti bujne se pehle aap hi bata dijiye vivek ji... biwi bhi gussa kar rahi he ab to kehti he kiske khayalo me khoye ho..?? Lene k dene pad gaye bhai 😜
DeleteLuckyahir1@gmail.com
DeletePlz ans me rastogi ji chandnibisht.chauhan@gmail.com
ReplyDelete16 members
ReplyDeleteJawaab sahi nahin hai, Hatim bhai... Ek baar phir koshish keejiye... Best of luck... :-)
DeleteEk aur kafi bada parivar....
ReplyDelete4.. members
Jawaab sahi nahin hai, Aakash... Ek baar phir koshish karo... Best of luck... :-)
Delete17
ReplyDeleteJawaab sahi nahin hai, Bablu bhai... Ek baar phir koshish keejiye... Best of luck... :-)
DeleteVivek rastogi ji answer babluregar@gmail.com
ReplyDelete21
ReplyDeleteIs baar bhi jawaab sahi nahin hai, Bablu bhai... Ek baar phir koshish keejiye... Best of luck... :-)
Delete14
ReplyDeleteJawaab sahi nahin hai, Zainul... Ek baar phir koshish karo, dost... Best of luck... :-)
DeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteGautam, aapka jawaab sahi hai... Badhaai... :-)
Delete63 members . Right ?
ReplyDeleteSimm, aapka jawaab galat hai... Kripaya, ek baar phir prayaas keejiye... Shubh-kaamnaayein... :-)
Delete18
ReplyDeleteMujhe afsos hai, Rakesh, lekin tumhaara jawaab sahi nahin hai... Ek baar phir koshish karo, dost... Best of luck... :-)
DeleteAnswer. 16 members.
ReplyDeleteMujhe kaafi afsos hai, Rishabh, lekin tumhaara jawaab sahi nahin hai... Ek baar phir koshish karo, dost... Best of luck... :-)
Delete15
ReplyDeletePriya, tumhaara jawaab sahi nahin hai... Ek baar phir koshish karo... Best of luck... :-)
Delete15
ReplyDeleteIliyaas, tumhaara jawaab sahi nahin hai... Ek baar phir koshish karo... Best of luck... :-)
DeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteAapka jawaab sahi hai, Meghani ji... Haalaanki pote-potiyaan alag tareeke se bhi ho sakte hain... Khair, bahut-bahut Badhaai... :-)
DeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteअन्तर भाई, तुम्हारा जवाब बिल्कुल सही है... बधाई... :-)
DeleteMail me Answer Please
ReplyDeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteAapka jawaab sahi hai, Priya... Badhaai... :-)
Delete