विशेष नोट : अगर आप जवाब ढूंढ लेते हैं तो ठीक, वरना कमेंट लिख दीजिएगा, मैं जवाब आपको मेल के जरिये भेज दूंगा...
अब कुछ शेरों और एक खास शेर से आपकी मुलाकात करवाते हैं...
तीन भाइयों ने तीन शेरों को नदी पार शहर पहुंचाने का जिम्मा उठाया...
अब उनके पास एक बेहद छोटी नाव है, जिसमें एक समय में सिर्फ दो प्राणी (दो शेर या दो मनुष्य या एक शेर व एक मनुष्य) सफर कर सकते हैं...
और हां, एक शेर विशेष योग्यता रखता है, क्योंकि उसे नाव चलाना आता है...
अब इन छह प्राणियों को नदी पार करनी है, लेकिन शर्त यह है कि किसी भी समय पर किसी भी किनारे पर मनुष्यों की तुलना में शेरों की संख्या अधिक नहीं होनी चाहिए...
यार, मदद करो तीनों भाइयों की...
Hindi Paheliyaan, Hindi Paheliyan, Paheliyaan in Hindi, Paheliyan in Hindi, Riddles, पहेली, पहेलियां, क्विज़, प्रश्नमंच, Puzzles, Quiz, प्रश्नोत्तर, प्रश्नोत्तरी, सवाल-जवाब, प्रश्न-उत्तर, बूझो तो जानें - किसी भी नाम से पुकारिए, लेकिन खुद की दिमागी क्षमता को जांचने का बेहतरीन तरीका हैं ये... सो, आपको गणितीय पहेलियां पसंद हों या तार्किक, सब कुछ मिलेगा यहां... देखें, कौन कितने पानी में है...
Saturday, December 12, 2009
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
This comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeletePerfect, Prakash bhai... Bahut-bahut badhaai, sahi jawaab dene ke liye...
ReplyDeleteYaar, aap sachmuch kamaal ho... Mujhe hairaani hai, ki aap hi ne kuchh paheliyon par 'Mushkil' aur 'Naamumkin' likha...
विवेक भाई क्यूँ नहीं आप मुझे पहले मिले ?
ReplyDeleteपहेलियाँ बूझना मेरा शौक है !
बस समस्या जरा समय की है !
मैं बहुत ही कम समय निकाल पाता हूँ !
मैंने कुछ पहेलिओं नहीं बस एक के लिए ऐसा कहा था ...
हालांकि उसे अभी भी ठीक से समय नहीं दे पाया और समझ नहीं पाया था सवाल को !
लेकिन आप चिंता न करिए !
आपकी कोई पहेली अनसुलझी नहीं रहेगी !
धीरे धीरे सारी पहेलियों के जवाब आपको मिल जायेंगे !
पहला चक्कर - 1 शेर + 1 आदमी
ReplyDeleteशेर वापिस
दूसरा चक्कर - दो शेर
1शेर वापिस
तीसरा चक्कर - 1 शेर + 1 आदमी
शेर वापिस
चौथा चक्कर - दो शेर
1 शेर वापिस
आखिरी चक्कर - 1 आदमी + 1 शेर
अन्तर भाई, जवाब सही नहीं है... पहले चक्कर के बाद (जब शेर इस किनारे पर लौटेगा), तीन शेर और दो मानव हो जाएंगे, जो स्वीकार्य नहीं है... दोबारा कोशिश कीजिए...
ReplyDeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteअन्तर भाई... इस बार शेर मार लिया आपने... सही जवाब... बधाई...
ReplyDeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteIsha, jawaab sahi nahin hai tumhaara... Pehle hi chakkar mein agar do bhai jaayenge, to pehle kinaare par teen sher ke saath ek bhai reh jaayega...
ReplyDeleteok 100% sahi hai ab mara jabab
ReplyDeleteans is ....jo sher boat chla sakta hi vo x hi
jate hai return
1st; 1 sher+1 sher x 1 sher x 1sher
2nd; 1 sher+1 sher x 1 sher x ho gye 2 sher
3rd: 1 man +1 man 1 sher+1 man 1 man ho gye 1 man 1 sher
4rth: 1 man+1 man 1 sher x ho gye 3 man
5th : 1 sher+1 sher x 1 sher x ho gye 3 man 1 sher
6th: 1 sher+1 sher x ho gye 3 man 3 sher
write karne me gool gool gohm gye
Isha, tum to sirf gol-gol ghoomi, main isko padhne aur samajhne mein gol-gol ke alaawa daayein-baayein, oopar-neeche - sab taraf ghoom gaya, Devi ji... Bilkul nahin samajh paaya hoon... Agar ek baar theek se samjha dogi, to meharbaani hogi...
ReplyDeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteIsha, is baar bilkul sahi hai tumhaara jawaab... Badhaai... Aur haan, agar tumhaara system Windows XP ya Vista par chalta hai, tumhe kisi software ki zaroorat nahin hai, sirf Hindi script ko enable karna hoga system par...
ReplyDeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteBilkul sahi, Anurag... Badhaai...
ReplyDeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteजवाब बिल्कुल सही है, वन्दना... बधाई... :-)
ReplyDelete1st round-1sher+1admi
ReplyDeleteadmi vapas
2nd round-2sher
1sher vapis
3rd round-2admi
1admi 1sher vapas
4th round-2admi
sher vapas
5th round-2sher
1 sher vapas
6th round-2sher
Jawaab sahi nahin hai, Najo bhai... Dhyaan se dekho, chauthe round mein sher ka vaapas aana mumkin nahin hai... Ek baar phir koshish karo... :-)
Deletesir mera answer bilkul sahi hai ap ye video dekh kar samajh jayenge
ReplyDeletehttp://www.youtube.com/watch?v=W9NEWxabGmg&feature=related
is link par click karte hi ap pahunch jayenge river crossing game ki help video par jo mai pahle bahut khelta tha
note-is vidio me jo bhoot hai ap usko shr samajh lena
Najo bhai, kisi bhi video game se compare karne ki jagah apne jawaab ko khud hi jaanch kar dekho... Ek baar sirf itna bata do, tumhaare jawaab mein Chauthe round mein jo sher vaapas aaya hai, usko naav chalaani kisne sikhaayee, kyonki jisko naav chalaani aati hai, woh doosre round mein vaapas aa chuka hai... :-)
Delete4TH ROUND ME IDHAR 1 SHER BACHTA HAI AUR UDHAR 2, IS TARAF SE 1 SHER VAPAS JATE HI WAHA 3 HO JATE HAI AUR FIR TEENO IS PAR AA JATE HAI SIR PLZ AP WO VIDEO DEKHE AUR MERE ANSWER SE MILAYE SIR HO SAKTA HAI APKA ANSWER MERA ANSWER DONO HI SAHI HO PLZ CHEK D VIDEO
ReplyDeleteNajo bhai, meri paheli mein sirf ek sher ko naav chalaani aati hai, jabki tumhaare video mein sabhi cannibals ko naav chalaani aati hai... Ab is fark ko samjho, aur naye sire se koshish karo... :-)
DeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteDharampal ji, jawaab sahi hai... Badhaai... :-)
Delete1st 2 aadmi 1 vapis 2nd 1 sher 1 aadmi,aadmi,3rd time 2 aadmi ,sher vapis ,4rth time 2 sher , 1 vapis 5th time 2 sher aur nadi paai ok my dear vivek right
ReplyDeleteMicron Education Society... Vilamb se jawaab dene ke liye maafi chahta hoon... Gurudev, pehle hi round mein jab do aadmi us paar jaayenge, tab is paar ek aadmi aur teen sher reh jaayenge, so, jawaab shuru se hi galat hai... Ek baar phir koshish karein... :-)
Deleteanswer samaj main aaya ya fir bataon
ReplyDelete1st----- 2 admi
ReplyDelete1 vapis
2nd ---1 admi+sher
admi vapis
3rd ----2 admi
sher vapis
ok
Is baar bhi samasya wahin ki wahin hai, Micron Education Society... Ek baar phir dhyaan se padhkar koshish karein... :-)
DeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteZainul, tumhaara jawaab sahi hai, badhaai... :-)
DeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteSohit, tumhaara jawaab bilkul sahi hai, bhai... Badhaai...
DeleteAur haan, paheli ki tareef ke liye shukriya...
This comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteजवाब बिल्कुल सही है, सौरभ... बधाई... :-)
Deleteपहला चक्कर - 2 शेर + 1 आदमी
ReplyDeleteशेर वापिस
दूसरा चक्कर - 1 शेर+ 1 आदमी
1शेर वापिस
तीसरा चक्कर - 1 शेर + 1 आदमी
शेर वापिस
चौथा चक्कर - दो शेर
1 शेर वापिस
आखिरी चक्कर - 2 शेर
Priya, pehle chakkar mein hi 1 aadmi ko tumne 2 sheron ke saath bhej diya hai, jo paheli ki shart ke hisaab se mumkin nahin hai...
DeleteEk baar phir koshish karo... Best of luck... :-)
पहला चक्कर - 2 शेर
ReplyDeleteशेर वापिस
दूसरा चक्कर - 1 शेर+ 1 आदमी
1शेर वापिस
तीसरा चक्कर - 1 शेर + 1 आदमी
शेर वापिस
चौथा चक्कर - दो शेर
1 शेर वापिस
आखिरी चक्कर - 1 शेर+ 1 आदमी
Priya, ab doosre chakkar mein doosre kinaare par pahunchte hi 1 aadmi 2 sheron ke saath hoga, so, yeh bhi galat jawaab hai...
DeleteEk baar phir koshish karo... Best of luck... :-)
1ST - 2 शेर
ReplyDeleteSPLशेर वापिस
2nd - 2 शेर
SPL1शेर वापिस
3rd - 2 आदमी
शेर 1+ आदमी वापिस
4th - 1 SPLशेर+ 1 आदमी
शेर 1+ आदमी वापिस
5th -2 आदमी
SPLशेर वापिस
6th - 2 शेर
SPLशेर वापिस
आखिरी चक्कर - 2 शेर
चौथे चरण में जब एक आदमी लौटेगा, दूसरे किनारे पर एक आदमी और दो शेर बचेंगे, जो शर्तों के खिलाफ है... जवाब सही नहीं है, प्रिया... एक बार फिर कोशिश करो... शुभकामनाएं... :-)
DeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteNK Meghani ji, aapka jawaab bilkul sahi hai... Badhaai... :-)
Delete