Tuesday, June 15, 2010

क्या उम्र है जनक और जानकी की...? (How old are Janak & Janki...?)

विशेष नोट : अगर आप जवाब ढूंढ लेते हैं तो ठीक, वरना कमेंट लिख दीजिएगा, मैं जवाब आपको मेल के जरिये भेज दूंगा...

जानकी की उम्र उतनी ही है, जितनी जनक की उम्र उस वक्त होगी, जब जानकी की उम्र जनक की उस वक्त की उम्र की दोगुनी होगी, जिस वक्त जानकी की उम्र दोनों की मौजूदा उम्रों के जोड़ की आधी थी...

जनक की उम्र उतनी ही है, जितनी जानकी की उम्र उस वक्त थी, जिस वक्त जनक की उम्र अपनी 10 साल बाद की उम्र की आधी थी...

अब आप लोग मुझे बताइए, जनक और जानकी की उम्र क्या है...?

Now, the same riddle in English...

Special Note: If you succeed in solving this one, well and good; but in case, you don't, just leave a comment, and I will mail the answer to you... 

Janki is as old as Janak will be when Janki is twice as old as Janak was when Janki's age was half the sum of their present ages...

Janak is as old as Janki was when Janak was half the age he will be 10 years from now...

Now, you guys tell me, how old are Janak and Janki...?

32 comments:

  1. unable to follow. Please Help yogdeep@hotmail.com

    ReplyDelete
  2. Kya baat hai, Deepesh... Aaj koi bhi paheli hal kiye bina hi haar maan lene ke mood mein ho kya...?

    Sabhi ka jawaab mujhse maang loge, to khud kya mazaa haasil karoge... Ek-ek baar mere kehne se koshish karke dekho... Tumhaara ab tak ka record kehta hai, tum kar sakte ho...

    Shubh-kaamnaayein...

    ReplyDelete
  3. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
  4. बिल्कुल सही, प्रकाश... बधाई...

    ReplyDelete
  5. जवाब सही नहीं है, अनुराग... एक बार फिर कोशिश करो, दोस्त...

    ReplyDelete
  6. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
  7. इस बार जवाब बिल्कुल सही है, अनुराग... बधाई...

    ReplyDelete
  8. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
  9. अल्पना जी, अब हमेशा प्रकाश भाई को ही 'हलवा' नहीं खिलाता रह सकता...

    वैसे यकीन कीजिए, शेष लोगों को इतनी 'हलवा-नुमा' नहीं लगी यह पहेली, क्योंकि 15 जून से 6 अगस्त तक कोई सही जवाब नहीं मिल पाया था मुझे... बहरहाल, बहुत-बहुत बधाई...

    ReplyDelete
  10. vivek ji aapka sawal to bahut achchha laga. Aur sawal me paheli shart se janki=janak aa raha hai, aur dusri shart se janak=10 aa raha hai. So Janak ki Age=Janki ki Age=10 Year.

    ReplyDelete
  11. anmolkumarsahu.blogspot.com, anmol.kumar@live.in
    Vivek bhai, eak cheez batao ki tumne apne jokes ko blog per folder ke roop me kaise divide kiya hai? Plz help me.

    ReplyDelete
  12. bhai method batao.

    ReplyDelete
  13. Anmol bhai, afsos ke saath keh raha hoon, lekin jawaab sahi nahin hai... Ek baar phir koshish karo, dost...

    Rahi baat Jokes ko folders mein divide karne ki, woh folders hain hi nahin... Dar,asal, woh sab jokes certain keywords ke saath file kiye gaye, aur phir un keywords ko display kar diya hai...

    ReplyDelete
  14. bhaiya ji, 10 hi aayega. Bahut baar kiya hai.

    ReplyDelete
  15. Bhaiya ji, main bhi sirf itna hi keh sakta hoon, ki aapka jawaab galat hai... Zid chhoro, aur ek baar phir koshish kar dekho... :-)

    ReplyDelete
  16. bhaiya, bahut bar kiya hai, 10 hi aata hai. Aur aap apni email nahi cheak karte kya? Maine aapko email kiya hai, jisme maine id pwd bheja hai. Plz jaldi kaap karein.

    ReplyDelete
  17. ji meri blog ko saja dijiye. Aur folder nahi to jo bhi hai, mere blog me bhi waise hi kar dijiye. Phir mujhe system bata dijiyega waise folder me dalne ka.

    ReplyDelete
  18. Anmol bhai, mere hisaab se aapka jawaab galat hi hai...

    Aur rahi baat, aapka blog sajaane ki, maafi chahta hoon, itna samay nikaal paana mumkin nahin hai mere liye...

    ReplyDelete
  19. sir thoda samay lagega, muskil se eak ghanta. Please
    Please
    Please
    Please
    Please
    Please
    Please
    Please
    Please
    Please
    Please
    Please
    Please
    Please
    Please
    Please sir nikal lijiye thoda samay.

    ReplyDelete
  20. Sir, main abhi 9th class me padhta hu, aur apne mobile se hi apni blog banayi hai. mai kanpur me rahta hu. sir, jyada nahi to thoda samay nikal kar folder system bata dijiye, aur jitne post hai, unhe divide bhi kar dijiye.

    ReplyDelete
  21. SIR, maine sabse pahle aapki hi blog padhi thi. aapke school ki sari prayers mere bhi school me same waise hi hoti hai jaisi aapne likhi hai.

    ReplyDelete
  22. अनमोल... अपनी सभी पोस्ट को अपने हिसाब से मन ही मन अलग-अलग वर्गों में बांट लो... फिर प्रत्येक पोस्ट को खोलो, संपादित करने के नाम पर उसमें labels के तौर पर इच्छित वर्ग का नाम डाल दो... जैसे तुमने फिलहाल Anmol, अनमोल, Shayri वगैरह डाले हुए हैं... मैंने ज़रूरत भर के परिवर्तन कर दिए हैं, सभी वर्ग अपने आप नज़र आने लगेंगे...

    ReplyDelete
  23. sir, bahut bahut dhanywad.

    ReplyDelete
  24. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
  25. अनमोल, अपने लिखे दोनों उत्तरों को तीन से भाग दे दो... सही उत्तर वही है... :-)

    ReplyDelete
  26. vivek ji.!
    Aap apni blog me eak label aur laga de jisme short questions ho.
    Jaise janak janki, aur 7 ki power 46
    wale questions short hain.

    ReplyDelete
  27. अनमोल, बात यहां लम्बी और छोटी पहेलियों की नहीं, मुश्किल या आसान पहेलियों की है, सो, मेरे विचार से ऐसा करने की कोई आवश्यकता नहीं... जिस तरह छोटी होने के बावजूद कोई पहेली मुश्किल हो सकती है, वैसे ही लम्बी होने के बावजूद कोई पहेली सरल भी हो सकती है... :-)

    ReplyDelete
  28. janak ki umar=10sal janki nahi pata bhai

    ReplyDelete
  29. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Bahut-bahut badhaai, Sohit... Jawaab bilkul sahi hai... :-)

      Delete